Unke dekhe se jo aa jaatee hai Chehre par Raunaq
Woh samajhte hain ke beemaar ka haal achcha hai
Wo aaye ghar me hamare KHUDA Ki Qudrat hai
Kabhi hum unko kabhi apne ghar ko dekhte hain
Hathoan ki lakiroan pay mat ja aye Ghalib
Naseeb un k bi hote hain jin k hath nehen hote
Tere Hussan ko Parday ki Zaroorat he kya ha
Ghalib
Kon Hosh mein Rehta hai Tujhe Deikhnay k Baad?
Ghalib wo Din gaye ab
Ye hamaqat kon krta hai
Wo kiya Kehte hain usko?
Haaaaaan
Mohabat kon krta hai
Dil hi to hai na sang-o-Khisht dard se bhar na aaye kyun
Roenge ham hazaar baar koii hamen sataye kyun
supeb
ReplyDelete