Eid Shayari is poetry on eid festival. Eid Shayari and Eid Poetry is the same thing. Eid Poetry is read when eid festival is near and people need to wish their loved ones Eid wishes. Bakra Eid Shayari is another keyword for Eid Shayari. Eid Shayari is loved all over the world, wherever the muslims are. Muslims use Urdu Eid Poetry to wish their friends and family eid. The word “Eid Mubarak” is used to wish eid greetings.
Kal eid thi,
Baarish mein bheegi thi,
Ke shayed royi thi,
Bohat udaas eid thi,
Usey bhi shayed kisi ki,
Tamanaa-e-deed thi,
Be’kal si mere ghar ke aas paas,
Pareshaan phir rahi thi,
Dil per parre aahini qufl*,
Dar per dikhayi diye hon ge,
Jo aangan main jhaanka to,
Be’hanaayi hath,
Binaa kisi ke sath,
Na ghar ki sajaawatt,
Na rangeen poshaak*,
Dekh kar sab,
Socha hoga,
Shayed is ghar mein,
Sapne sajaata koi nahin,
Bahar se aata koi nahin,
Aur kisi ki yaad main kho kar,
Ab eid manaata koi nahin,
Ab eid manaata koi nahin…
Purani ranjishon ko bhool jao, eid ka din hai..
Qasam hai apni ankhon ki, hamari eid ho jaye..
Us ki mehki hui yaadon ki sadaa jaag uthi,
Dil dard se niddhaal hai aur chand raat hai,
Eid aayi hai magar dil bechaini se bhara hai,
Teri be’dardiyon ka kamaal hai aur chand raat hai
Pardes mein ankhen kayi namm hon gi..
chaand ka hamrah us ka rasta dekhoon gi,
Koi to aesi bhi eid aa jaye gi,
Ujrre dil ko mein bhi basta dekhoon gi..
Tu meri rooh main dhoondne jaon kese,
Mera har din teri chahat mein eid ka din,
Main sirf aik hi din mehndi lagaaon kese..
Woh jo eido’n ki baat karte hain..
Meri zaat-e-gumshuda tujhe yaad aye..
Eid Poetry
Eid Shayari
Saarey sheher mein,Kal eid thi,
Baarish mein bheegi thi,
Ke shayed royi thi,
Bohat udaas eid thi,
Usey bhi shayed kisi ki,
Tamanaa-e-deed thi,
Be’kal si mere ghar ke aas paas,
Pareshaan phir rahi thi,
Dil per parre aahini qufl*,
Dar per dikhayi diye hon ge,
Jo aangan main jhaanka to,
Be’hanaayi hath,
Binaa kisi ke sath,
Na ghar ki sajaawatt,
Na rangeen poshaak*,
Dekh kar sab,
Socha hoga,
Shayed is ghar mein,
Sapne sajaata koi nahin,
Bahar se aata koi nahin,
Aur kisi ki yaad main kho kar,
Ab eid manaata koi nahin,
Ab eid manaata koi nahin…
Eid Shayari
Gile shikwe mittaa kar muskurao, eid ka din hai,Purani ranjishon ko bhool jao, eid ka din hai..
Eid Shayari
Tumhare chaand se chehre ki agar deed ho jaye,Qasam hai apni ankhon ki, hamari eid ho jaye..
Eid Shayari
Us ki mehki hui yaadon ki sadaa jaag uthi,
Door ufaq per jo nazar aya eid ka chaand..
Eid Shayari
Main hoon tera khayal hai chand raat hai,Dil dard se niddhaal hai aur chand raat hai,
Eid aayi hai magar dil bechaini se bhara hai,
Teri be’dardiyon ka kamaal hai aur chand raat hai
Eid Shayari
Des mein nikla hoga kahin eid ka chaand,Pardes mein ankhen kayi namm hon gi..
Eid pe milne ka vaada tha jis ka..
Eid Shayari
Eid pe milne ka vaada tha jis ka,chaand ka hamrah us ka rasta dekhoon gi,
Koi to aesi bhi eid aa jaye gi,
Ujrre dil ko mein bhi basta dekhoon gi..
Eid Shayari
Eid ka rang chehre se chupaaon kese,Tu meri rooh main dhoondne jaon kese,
Mera har din teri chahat mein eid ka din,
Main sirf aik hi din mehndi lagaaon kese..
Eid Shayari
Kitne tarse huye hain khushiyon ko,Woh jo eido’n ki baat karte hain..
Eid Shayari
Kash iss eid ke haseen lamhon mein,Meri zaat-e-gumshuda tujhe yaad aye..
0 Response to "Ramzan-Eid Shayari In urdu, Hindi, Whatsapp Status, Sms COLLECTION"
Post a Comment